“Veer Hanumana Ati Balwana” ek bhakti geet hai jo Shri Hanuman ji ki mahima ko darshata hai. Is geet mein unke apar bal, bhakti aur Ram naam ke prati unke prem ka varnan hai. Hanuman ji sab bhakton ki arzi sunte hain aur unke saare sankat door kar dete hain. Yeh bhajan shraddha aur aastha se bhara hua hai, jo sunne wale ke man ko shanti aur sakti se bhar deta hai. “Prabhu man basiyo re” pankti har baar yeh yaad dilati hai ki Hanuman ji Ram ke hriday mein sada vas karte hain.
वीर हनुमाना अति बलवाना – हिंदी लिरिक्स
वीर हनुमाना अति बलवाना,
राम नाम रसियो रे,
प्रभु मन बसियो रे ।
जो कोई आवे, अरज लगावे,
सबकी सुनियो रे,
प्रभु मन बसियो रे ।
॥ वीर हनुमाना अति बलवाना…॥
बजरंग बाला फेरू थारी माला,
संकट हरियो रे,
प्रभु मन बसियो रे ।
॥ वीर हनुमाना अति बलवाना…॥
ना कोई संगी, हाथ की तंगी,
जल्दी हरियो रे,
प्रभु मन बसियो रे ।
॥ वीर हनुमाना अति बलवाना…॥
अर्जी हमारी, मर्ज़ी तुम्हारी,
कृपा करियो रे,
प्रभु मन बसियो रे ।
॥ वीर हनुमाना अति बलवाना…॥
रामजी का प्यारा, सिया का दुलारा,
संकट हरियो रे,
प्रभु मन बसियो रे ।
॥ वीर हनुमाना अति बलवाना…॥
वीर हनुमाना अति बलवाना,
राम नाम रसियो रे,
प्रभु मन बसियो रे |
Veer Hanumana Ati Balwana – Hinglish Lyrics
Veer Hanumana ati balwana,
Ram naam rasiyo re,
Prabhu man basiyo re.
Jo koi aave, arj lagaave,
Sabki suniyo re,
Prabhu man basiyo re.
॥ Veer Hanumana ati balwana…॥
Bajrang bala, pheru thaari mala,
Sankat hariyo re,
Prabhu man basiyo re.
॥ Veer Hanumana ati balwana…॥
Na koi sangi, haath ki tangi,
Jaldi hariyo re,
Prabhu man basiyo re.
॥ Veer Hanumana ati balwana…॥
Arji humaari, marzi tumhaari,
Kripa kariyo re,
Prabhu man basiyo re.
॥ Veer Hanumana ati balwana…॥
Ramji ka pyara, Siya ka dulaara,
Sankat hariyo re,
Prabhu man basiyo re.
॥ Veer Hanumana ati balwana…॥
Veer Hanumana ati balwana,
Ram naam rasiyo re,
Prabhu man basiyo re.