“Aana Pavan Kumar Hamare Hari Kirtan Mein” ek pavitra bhajan hai jo Shri Hanuman ji ko Hari Kirtan mein aamantrit karta hai. Is geet mein bhakt poorn shraddha aur prem ke saath Pavanputra Hanuman ji se prarthna karte hain ki ve apne Ram Parivaar ke saath kirtan mein padharen. Bhajan mein Ram, Lakshman, Bharat, Sita, Krishna, Radha, Shiv aur Mata Parvati sab devataon ka smaran kiya gaya hai. Iska sandesh hai ki jab Hanuman ji kirtan mein aate hain, to sab sankat door ho jaate hain aur poora vatavaran bhakti aur shanti se bhar jaata hai.
आना पवन कुमार हमारे हरी कीर्तन में – हिंदी लिरिक्स
आना पवन कुमार,
हमारे हरी कीर्तन में।।
श्लोक – वीर बजरंग आपको,
आज हम बुलाते है,
वो उत्सव सफल हो जाता है,
जहाँ आप आ जाते है।
आना पवन कुमार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना पवन कुमार,
हमारे हरी कीर्तन में।।
आप भी आना संग में,
रामजी लाना,
लाना जनक दुलार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में।।
भरत जी को लाना,
लक्ष्मण जी को लाना,
लाना सब परिवार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में।।
कृष्ण जी को लाना,
और राधा जी को लाना,
लाना लखदातार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में।।
शिव जी को लाना,
मैया जी को लाना,
लाना मदन मुरार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में।।
सुमति को लाना,
कुमति को हटाना,
करना बेड़ा पार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में।।
कावड़ संघ पे कृपा कर के,
सुनलो मेरी पुकार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में।।
आना पवन कुमार,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना अंजनी के लाल,
हमारे हरी कीर्तन में,
आना पवन कुमार,
हमारे हरी कीर्तन में।।
Aana Pavan Kumar Hamare Hari Kirtan Mein – Hindi Lyrics
Aana Pavan Kumar,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Shlok:
Veer Bajrang aapko,
Aaj hum bulaate hain,
Woh utsav safal ho jaata hai,
Jahan aap aa jaate hain.
Aana Pavan Kumar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Pavan Kumar,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Aap bhi aana sang mein,
Ramji lana,
Lana Janak Dular,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Bharat ji ko lana,
Lakshman ji ko lana,
Lana sab parivaar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Krishna ji ko lana,
Aur Radha ji ko lana,
Lana lakh dataar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Shiv ji ko lana,
Maiyya ji ko lana,
Lana Madan Murar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Sumati ko lana,
Kumati ko hataana,
Karna beda paar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Kawad sangh pe kripa karke,
Sun lo meri pukaar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein.
Aana Pavan Kumar,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Anjani Ke Laal,
Hamare Hari Kirtan Mein,
Aana Pavan Kumar,
Hamare Hari Kirtan Mein.