Dharti Gagan Mein Hoti Hai Lyrics | धरती गगन में होती है लिरिक्स

Ek Share Hari ke Naam...

“Dharti Gagan Mein Hoti Hai Teri Jai Jaikaar Ho Maiya” maa Durga ko samarpit hai, jo unki divya shakti aur sarvavyapi upasthiti ka varnan karta hai. Isme maa ko Saraswati, Lakshmi aur Kali ka roop bataya gaya hai, jinki kripa se jeevan aur srishti bani rehti hai. Bhajan unke gufa ke mandir, unki sher sawari aur unki anant mahima ka gungan karta hai. Brahma, Vishnu aur Mahesh bhi maa ke aage sheesh jhukaate hain. Suraj, chaand, sitaare unse hi prakash paate hain. Jo bhakt maa ki aradhana karta hai, vah bhav saagar se paar ho jaata hai.

Dharti Gagan Mein Hoti Hai Teri Jai Jaikaar – Hindi Lyrics

Dharti gagan mein hoti hai, teri jai jaikaar ho maiya,
Unche bhavan mein hoti hai, teri jai jaikaar,

Join Now for Latest Bhajan Lyrics Join Now
Join Now for Latest Bhajan Lyrics Join Now

Duniya tera naam jape, ho duniya tera naam jape,
Tujhko pooje sansaar, dharti gagan mein hoti hai,
Teri jai jaikaar ho maiya, unche bhavan mein hoti hai,
Teri jai jaikaar….

Saraswati Maha Lakshmi Kaali, teeno ki tu pyaari,
Gufa ke andar tera mandir, teri mahima nyaari,
Shiv ki jata se nikli Ganga, aayi sharan tihaari,
Aadi Shakti Aad Bhawani, teri sher sawaari,
He Ambe he maa Jagdambe, karna tu itna upkaar,
Aaye hai tere charnon mein, dena humko pyaar.
Dharti gagan mein hoti hai………

Bramha Vishnu Mahesh bhi tere, aage sheesh jhukaaye,
Sooraj chaand sitaare tujhse, ujiyaara le jaaye,
Dev lok ke dev bhi maiya, tere hi gun gaaye,
Maanav kare jo teri bhakti, bhav saagar tar jaaye,
He Ambe he maa Jagdambe, karna tu itna upkaar,
Aaye hai tere charnon mein, dena humko pyaar.
Dharti gagan mein hoti hai……….


धरती गगन में होती है तेरी जय जयकार हो मैया – हिंदी लिरिक्स

धरती गगन में होती है, तेरी जय जयकार हो मैया,
उँचे भवन में होती है, तेरी जय जयकार,

दुनिया तेरा नाम जपे, हो दुनिया तेरा नाम जपे,
तुझको पूजे संसार, धरती गगन में होती है,
तेरी जय जयकार हो मैया, उँचे भवन में होती है,
तेरी जय जयकार….

सरस्वती महा लक्ष्मी काली, तीनो की तू प्यारी,
गुफा के अंदर तेरा मंदिर, तेरी महिमा न्यारी,
शिव की जता से निकली गंगा, आई शरण तिहारी,
आदि शक्ति आद भवानी, तेरी शेर सवारी,
हे अंबे हे माँ जगदम्बे, करना तू इतना उपकार,
आए है तेरे चरणों में, देना हमको प्यार।
धरती गगन मे होती है………

ब्रम्हा विष्णु महेश भी तेरे, आगे शीश झुकाए,
सूरज चाँद सितारे तुझसे, उजियारा ले जाए,
देव लोक के देव भी मैया, तेरे ही गुण गाए,
मानव करे जो तेरी भक्ति, भव सागर तर जाए,
हे अंबे हे माँ जगदम्बे, करना तू इतना उपकार,
आए है तेरे चरणों में, देना हमको प्यार।
धरती गगन मे होती है……….

Leave a Comment