Hai Katha Sangram Ki Lyrics | है कथा संग्राम की

Ek Share Hari ke Naam...

है कथा संग्राम की – हिंदी लिरिक्स

है कथा संग्राम की,
विश्व के कल्याण की
धर्म अधर्म आदि अनंत
सत्यअसत्य कलेश कलंक
स्वार्थ की कथा परमार्थ की

शक्ति है, भक्ति है
जन्मों की मुक्ति है
जीवन का ये सम्पूर्ण सार है
युग युग से कण कण में
सृष्टि के दर्पण में
वेदो की व्यथा अपार है

कर्मो की गाथा है
देवो की भाषा है
सदियो के इितहास का प्रमाण है
कृष्णा की महिमा है
गीता की गरिमा है
ग्रंथों का ग्रंथ ये महान है

महाभारत महाभारत
महाभारत महाभारत महाभारत..


Hai Katha Sangram Ki – Hindi Lyrics

Hai katha sangram ki,
Vishv ke kalyaan ki,
Dharm adharm aadi anant,
Saty-asaty klesh kalank,
Swaarth ki katha, parmaarth ki,
Shakti hai, bhakti hai,
Janmon ki mukti hai,
Jeevan ka ye sampoorn saar hai.

Yug yug se kan kan mein,
Srishti ke darpan mein,
Vedo ki vyatha apaar hai,
Karmo ki gaatha hai,
Devo ki bhaasha hai,
Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai,
Krishna ki mahima hai,
Geeta ki garima hai,
Granthon ka granth ye mahaan hai.

Mahabharat Mahabharat,
Mahabharat Mahabharat Mahabharat…

Leave a Comment