“Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho” ek bhaavnatmak bhajan hai jo humein jeevan ke sahi moolyon aur maryada ka gyaan deta hai. Is bhajan ke madhyam se yah sandesh diya gaya hai ki Ram naam ke bina koi bhajan adhura hai. Bhajan humein maa-baap ki seva, patni se maryadit vyavhaar, aur parivaarik rahasyon ko sanrakshit rakhne ki shiksha deta hai. Yeh bhajan vyakti ko dharm aur sanskaar ki aur le jaata hai aur sikhata hai ki bhakti aur sadachar se hi jeevan mein shanti milti hai. Ram naam hi sadev mukti ka marg hai.
Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho – Hindi Lyrics
Jis bhajan mein Ram ka naam na ho,
Us bhajan ko gaana na chahiye ॥
Chahe beta kitna pyaara ho,
Use sir pe chadhaana na chahiye,
Chahe beti kitni laadli ho,
Ghar ghar ne ghoomaana na chahiye,
Jis bhajan mein Ram ka naam na ho,
Us bhajan ko gaana na chahiye ॥
Jis maa ne hum ko janm diya,
Dil uska dukhaana na chahiye,
Jis pita ne hum ko paala hai,
Use kabhi rulaana na chahiye,
Jis bhajan mein Ram ka naam na ho,
Us bhajan ko gaana na chahiye ॥
Chahe patni kitni pyaari ho,
Use bhed bataana na chahiye,
Chahe Maiya kitni bairi ho,
Use raaz chhupaana na chahiye,
Jis bhajan mein Ram ka naam na ho,
Us bhajan ko gaana na chahiye ॥
Jis bhajan mein Ram ka naam na ho,
Us bhajan ko gaana na chahiye ॥
जिस भजन में राम का नाम ना हो – हिंदी लिरिक्स
जिस भजन में राम का नाम ना हो,
उस भजन को गाना ना चाहिए ॥
चाहे बेटा कितना प्यारा हो,
उसे सिर पे चढ़ाना ना चाहिए,
चाहे बेटी कितनी लाडली हो,
घर घर ने घुमाना ना चाहिए,
जिस भजन में राम का नाम न हों,
उस भजन को गाना ना चाहिए ॥
जिस माँ ने हम को जनम दिया,
दिल उसका दुखाना ना चाहिए,
जिस पिता ने हम को पाला है,
उसे कभी रुलाना ना चाहिए,
जिस भजन में राम का नाम न हों,
उस भजन को गाना ना चाहिए ॥
चाहे पत्नी कितनी प्यारी हो,
उसे भेद बताना ना चाहिए,
चाहे मैया कितनी बैरी हो,
उसे राज़ छुपाना ना चाहिए,
जिस भजन में राम का नाम न हों,
उस भजन को गाना ना चाहिए ॥
जिस भजन में राम का नाम ना हो,
उस भजन को गाना ना चाहिए ॥