Lahar Lahar Lahraaye Re Jhanda Bajrang Bali Ka Lyrics | लहर लहर लहराए रे

Ek Share Hari ke Naam...

“Jhanda Bajrang Bali Ka” ek utsaah se bhara bhajan hai jo Shri Hanuman ji ki mahima, shakti aur bhakton ke prati unke prem ko gaatha ke roop mein prastut karta hai. Is bhajan mein Har pankti Hanuman ji ke veer guno ka varnan karti hai — jaise Lanka daahan, Lakshman ke praan bachana, aur Ram-Sita milan mein yogdan. Jhande ka prateek ek aisa nishaan hai jo bhakton ke maan ko badhaata hai aur unka sahas jagata hai. Ye geet bhakti ke saath-saath veerta aur vishwas ka prateek hai. Jai Bajrang Bali!

Lahar Lahar Lahraaye Re Jhanda Bajrang Bali ka Bhajan – Hindi Lyrics

Lahar lahar lahraaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.
Bajrang Bali ka jhanda,
Bajrang Bali ka.
Dekho lahar lahar lahraaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Join Now for Latest Bhajan Lyrics Join Now

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Yeh Sita ka pata lagaaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Yeh to Akshaya ko maar giraaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Yeh to sone ki Lanka jalaaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Dekho Lakshman praan bachaaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Sita se Ram ko milaaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Seene ko phaad dikhaaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Is jhande mein kya kya gun hai,
Bolo kya gun hai, kaho kya gun hai.
Yeh bhakton maan badhaaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.

Lahar lahar lahraaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.
Bajrang Bali ka jhanda,
Bajrang Bali ka.
Dekho lahar lahar lahraaye re,
Jhanda Bajrang Bali ka.


लहर लहर लहराए रे झंडा बजरंग बली का भजन – हिंदी लिरिक्स

लहर लहर लहराए रे,
झंडा बजरंग बली का।
बजरंग बली का झंडा,
बजरंग बली का।
देखो लहर लहर लहराए रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है।
ये सीता का पता लगाए रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है।
ये तो अक्षय को मार गिराए रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है,।
ये तो सोने की लंका जलाये रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है।
देखो लक्ष्मण प्राण बचाए रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है।
सीता से राम को मिलाये रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है।
सीने को फाड़ दिखाए रे,
झंडा बजरंग बली का।।

इस झंडे में क्या क्या गुण है,
बोलो क्या गुण है, कहो क्या गुण है।
ये भक्तो मान बढ़ाये रे,
झंडा बजरंग बली का।।

लहर लहर लहराए रे,
झंडा बजरंग बली का,
बजरंग बली का झंडा।
बजरंग बली का,
देखो लहर लहर लहराये रे,
झंडा बजरंग बली का।।

Also Check: Bajrangi Tere Naam Ka Chola Lyrics

Leave a Comment