“Man Bhool Mat Jaiyo Radha Rani Ke Charan” ek bhakti se bhara bhajan hai jo Radha Rani ke charanon ki mahima ko vyakt karta hai. Is bhajan mein bhakt ko yah yaad dilaya gaya hai ki jeevan ke saare dukh, peeda, aur paapon ka nivaran sirf Radha naam ke jap se sambhav hai. Radha Rani ko teenon lok ke Swami Shree Krishna ke bhi adheen bataya gaya hai, jo unki bhakti ki mahanta ko darshata hai. Vrindavan ke har vriksh, har patte par bhi “Radhe Radhe” gunjta hai. Ye bhajan shraddha, samarpan aur prema bhakti ka geet hai.
Man Bhool Mat Jayiyo Radha Rani Ke Charan Bhajan – Hindi Lyrics
Man bhool mat jaiyo,
Radha Rani ke charan,
Radha Rani ke charan,
Maharani ke charan,
Man bhool mat jaiyo,
Radha Rani ke charan…
Radha Radha ratat hi,
Sab vyadha mit jaaye,
Koti janam ki aapda,
Koti janam ki aapda,
Naam let mit jaaye,
Man bhool mat jaiyo,
Radha Rani ke charan…
Radhe tu bad bhaagini,
Kaun tapasya keen,
Teen lok ke hai jo Swami,
Teen lok ke hai jo Swami,
Wo tere adheen,
Man bhool mat jaiyo,
Radha Rani ke charan…
Vrindavan ke vriksh ka,
Maram na jaane koi,
Daar daar aur paat paat pe,
Daar daar aur paat paat pe,
Radhe Radhe hoye,
Man bhool mat jaiyo,
Radha Rani ke charan…
मन भूल मत जइयो राधा रानी के चरण भजन – हिंदी लिरिक्स
मन भूल मत जइयो,
राधा रानी के चरण,
राधा रानी के चरण,
महारानी के चरण,
मन भुल मत जइयो,
राधा रानी के चरण…….
राधा राधा रटत ही,
सब व्याधा मिट जाए,
कोटि जनम की आपदा,
कोटि जनम की आपदा,
नाम लेत मिट जाए,
मन भुल मत जइयो,
राधा रानी के चरण…….
राधे तू बड़ भागिनी,
कौन तपस्या किन,
तीन लोक के है जो स्वामी,
तीन लोक के है जो स्वामी,
वो तेरे आधीन,
मन भुल मत जइयो,
राधा रानी के चरण…….
वृन्दावन के वृक्ष का,
मरम ना जाने कोई,
डार डार और पात पात पे,
डार डार और पात पात पे,
राधे राधे होए,
मन भुल मत जइयो,
राधा रानी के चरण…….
Also Check: Kardo Kardo Beda Paar Radhe Albeli Sarkar Lyrics