Nagri Ho Ayodhya Si Raghukul Sa Gharana Ho Lyrics | नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो लिरिक्स

Ek Share Hari ke Naam...

“Nagri Ho Ayodhya Si Raghukul Sa Gharana Ho” ek divya aur prerak bhajan hai jo Ram Rajya ke adarsh jeevan aur maryada ki kalpana karta hai. Is bhajan mein bhakt prarthana karta hai ki uska ghar Ayodhya ki tarah pavitra ho, jahan Ram jaise charitra aur Raghukul jaisa sanskaar ho. Ye geet parivaarik samriddhi, prem, maryada aur dharmik jeevan ki mahima ko darshata hai. Bhajan ke madhyam se bhakt ek aise jeevan ki kamna karta hai jahan Ram naam ka vaas ho aur har kona bhakti aur shanti se bhara ho. Ye bhajan mann mein sukh aur santulan laata hai.

Nagri Ho Ayodhya Si Raghukul Sa Gharana Ho Bhajan – Hindi Lyrics

Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.

Join Now for Latest Bhajan Lyrics Join Now

Ho tyaag Bharat jaisa, Sita si naari ho,
Aur Lav-Kush ke jaisi, santaan hamaari ho,
Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.

Shraddha ho Shravan jaisi, Shabari si bhakti ho,
Aur Hanumat ke jaisi, nishtha aur shakti ho,
Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.

Meri jeevan naiya ho, Prabhu Ram khevaiya ho,
Aur Ram kripa ki sada, mere sir chhaya ho,
Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.

Saryu ka kinara ho, nirmal jal dhaara ho,
Aur darsh mujhe Bhagwan, har ghadi tumhara ho,
Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.

Kaushalya si maai ho, Lakshman sa bhaai ho,
Aur swami tumhare jaisa, mera Raghurai ho,
Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.

Nagari ho Ayodhya si, Raghukul sa gharana ho,
Aur charan ho Raghav ke, jahan mera thikana ho.


नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो भजन – हिंदी लिरिक्स

नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो

हो त्याग भारत जैसा सीता सी नारी हो
और लवकुश के जैसी संतान हमारी हो
नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो

श्रद्धा हो श्रवण जैसी शबरी सी भक्ति हो
और हनुमत के जैसी निष्ठा और शक्ति हो
नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो

मेरी जीवन नैया हो प्रभु राम खेवैया हो
और राम कृपा की सदा मेरे सर छय्या हो
नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो

सरयू का किनारा हो निर्मल जल धारा हो
और दरश मुझे भगवन हरी घडी तुम्हारा हो
नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो

कौशल्या सी माई हो लक्ष्मण सा भाई
और स्वामी तुम्हारे जैसा मेरा रघुराई हो
नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो

नगरी हो अयोध्या सी रघुकुल सा घराना हो
और चरण हो राघव के जहाँ मेरा ठिकाना हो||

Leave a Comment