Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha Lyrics | राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा लिरिक्स

Ek Share Hari ke Naam...

“Radha Dhoondh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha” ek prem bhara bhajan hai jo Radha Rani ke Shyam ke liye vyakul prem aur virah ki bhavna ko vyakt karta hai. Is bhajan mein Radha har jagah apne Shyam ko dhoondhti hain aur sabse poochhti hain – “Kisine mera Shyam dekha?” Ye bhajan Krishna bhakti mein virah ras ka anupam pradarshan hai. Madhur sur aur gehri bhavnaayein is bhajan ko bhakton ke dil se jodti hain. Radha ke prem aur lagan ko mehsoos karte hue, sunnewala bhi is prem ras mein doob jaata hai. Ye bhajan man ko chhoo jaata hai.

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha Bhajan – Hindi Lyrics

Radha Dundh Rahi Bhajan Lyrics
Raadha Dhund Rahi, Kisine Mera Shaam Dekha
Shaam Dekha, Ghanshyaam Dekha
Raadha Dhund Rahi, Kisine Mera Shaam Dekha

Join Now for Latest Bhajan Lyrics Join Now
Join Now for Latest Bhajan Lyrics Join Now

Raadha Tera Shaam Hamne Mathura Mein Dekha – (2)
Bansi Bajaate Huye, Ho Raadha Tera Shaam Dekha
Raadha Dhund Rahi, Kisine Mera Shaam Dekha

Raadha Tera Shaam Hamne Gokul Mein Dekha – (2)
Are Gaiyan Charaate Huye, Ho Raadha Tera Shaam Dekha
Raadha Dhund Rahi, Kisine Mera Shaam Dekha

Raadha Tera Shaam Hamne Vrindavan Mein Dekha – (2)
Raas Rachaate Huye, Ho Raadha Tera Shaam Dekha
Raadha Dhund Rahi, Kisine Mera Shaam Dekha

Raadha Tera Shaam Hamne Jatipura Mein Dekha – (2)
Ari Parbat Uthaate Huye, Ho Raadha Tera Shaam Dekha
Raadha Dhund Rahi, Kisine Mera Shaam Dekha

Raadha Tera Shaam Hamne Sarv Jagat Mein Dekha
Raadha Tera Shaam Hamne Vaishnavjan Mein Dekha
Raadhe Raadhe Japate Huye, Ho Raadha Tera Shaam Dekha


राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा भजन – हिंदी लिरिक्स

राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा,
श्याम देखा, घनश्याम देखा,
ओ बंसी बजाते हुए,
ओराधा तेरा श्याम देखा ॥

राधा तेरा श्याम हमने मथुरा मैं देखा,
बंसी बजाते हुए,
ओराधा तेरा श्याम देखा ॥

राधा तेरा श्याम हमने गोकुल मैं देखा
गैया चराते हुए ओ राधा तेरा श्याम देखा ॥

राधा तेरा श्याम हमने वृन्दावन मैं देखा
रास रचाते हुए ओ राधा तेरा श्याम देखा ॥

राधा तेरा श्याम हमने गतिपुरा मैं देखा,
गोवर्धन उठाते हुए ओ राधा तेरा श्याम देखा ॥

राधा तेरा श्याम हमने सर्वजगत मैं देखा,
राधा राधा जपते हुए,
ओराधा तेरा श्याम देखा ॥

श्याम देखा, घनश्याम देखा,
ओ बंसी बजाते हुए,
ओराधा तेरा श्याम देखा ॥
राधा ढूंढ रही किसी ने मेरा श्याम देखा

Leave a Comment