Ye bhajan “Faagun Mein Baba” Khatu Shyam Baba ke bhakton ke gehre bhav aur shraddha ko darshata hai. Isme bhakton ka utsah aur prem dikhaya gaya hai jab ve Ringas se paidal chal kar Khatu pahunchte hain aur Nishaan chadha kar Baba ke darshan karte hain. Faagun ke rango mein rang kar, ve Shyam ke saath bhakti aur anand mein doob jaate hain. Is bhajan ke madhyam se ye sandesh milta hai ki Khatu Shyam Baba sabke dukh door karte hain aur unki sharan mein milta hai sukh, prem aur anant shanti. Ye bhajan bhakti aur samarpan ka prateek hai.
तेरे संग फाग मनाएंगे – हिंदी लिरिक्स
फागुन में बाबा,
हम तेरे दर पे आएंगे,
रिंगस से चलके खाटू,
निशान चढ़ाएंगे,
तेरे संग फाग मनाएंगे,
तेरे रंग में रंग जाएंगे।।
तर्ज – लाल दुपट्टा उड़ गया।
कोई दंडवत करके आता,
कोई पैदल चलता है,
लगता मीठा दर्द सारा,
जब आनंद यहां आता है,
बाबुल के जैसे ये हमको,
कितना लाड लडाता है,
खीर चूरमा बड़े चाव से,
हम सबको ये खिलाता है,
जन्नत का नजारा,
खाटू में,
खुशियों का खजाना,
खाटू में,
मेले में हर साल हम,
दर पे आएंगे,
रिंगस से चलके खाटू,
निशान चढ़ाएंगे,
तेरे संग फाग मनायेंगे,
तेरे रंग में रंग जाएंगे।।
तू ही देता है हमको,
लगता जितना खर्चा है,
कैसे भुला दे ‘श्याम’ तुझे,
देता पल पल पर्चा है,
तेरी शरण जब से आया,
सब कुछ मैंने पाया है,
कोई चाह बची ना ‘सोनू’,
मन तुझमें ही रमाया है,
सुख का दरिया है,
खाटू में,
हर दुःख की दवा है,
खाटू में,,
बैठ के तेरे चरणों में,
भजन सुनाएंगे,
रिंगस से चलके खाटू,
निशान चढ़ाएंगे,
तेरे संग फाग मनायेंगे,
तेरे रंग में रंग जाएंगे।।
फागुन में बाबा,
हम तेरे दर पे आएंगे,
रिंगस से चलके खाटू,
निशान चढ़ाएंगे,
तेरे संग फाग मनाएंगे,
तेरे रंग में रंग जाएंगे।।
Tere Sang Faag Manaayenge – Hindi Lyrics
Faagun mein Baba,
Hum tere dar pe aayenge,
Ringas se chalke Khatu,
Nishaan chadhaayenge,
Tere sang faag manaayenge,
Tere rang mein rang jaayenge.
(Tarz – Laal Dupatta Ud Gaya)
Koi dandvat karke aata,
Koi paidal chalta hai,
Lagta meetha dard saara,
Jab anand yahan aata hai,
Babul ke jaise ye humko,
Kitna laad ladaata hai,
Kheer choorma bade chaav se,
Hum sabko ye khilaata hai.
Jannat ka nazaara,
Khatu mein,
Khushiyon ka khazaana,
Khatu mein,
Mele mein har saal hum,
Dar pe aayenge,
Ringas se chalke Khatu,
Nishaan chadhaayenge,
Tere sang faag manaayenge,
Tere rang mein rang jaayenge.
Tu hi deta hai humko,
Lagta jitna kharcha hai,
Kaise bhula dein Shyam tujhe,
Deta pal pal parcha hai,
Teri sharan jab se aaya,
Sab kuch maine paaya hai,
Koi chaah bachi na ‘Sonu’,
Man tujh mein hi ramaya hai.
Sukh ka dariya hai,
Khatu mein,
Har dukh ki dawa hai,
Khatu mein,
Baith ke tere charnon mein,
Bhajan sunaayenge,
Ringas se chalke Khatu,
Nishaan chadhaayenge,
Tere sang faag manaayenge,
Tere rang mein rang jaayenge.
Faagun mein Baba,
Hum tere dar pe aayenge,
Ringas se chalke Khatu,
Nishaan chadhaayenge,
Tere sang faag manaayenge,
Tere rang mein rang jaayenge.