“Yashoda Ka Nandlala” ek komal aur premras se bhara bhajan hai jo maa Yashoda ke nazariye se Krishna bal roop ki madhur leelaon ko vyakt karta hai. Is geet mein maa apne laal ko dekh kar mohit hai – jise dekh kar poora jagat chamak uthta hai. Thandi raat ki hawa Krishna ko sulaati hai aur bhor ki roshni unhe jagaati hai. Unki muskaan, sapne, aur shararat bhari aankhen maa ke hriday ko chhoo jaati hain. Bhajan mein mamta, sneha aur bhakti ka anupam mel hai jo sunne wale ke man ko bhi Krishna bal roop mein le jaata hai.
Yashoda Ka Nandlala Bhajan – Hindi Lyrics
Juju juju ju…
Yashoda ka Nandlala,
Brij ka Ujala hai,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
Juju juju ju…
Yashoda ka Nandlala,
Brij ka Ujala hai,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
Raat thandi thandi hawa,
Ga ke sulaaye,
Bhor gulaabi palken,
Jhoom ke jagaaye.
Yashoda ka Nandlala,
Brij ka Ujala hai,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
Juju juju ju…
Sote sote gehri neend mein,
Munna kyu muskaaye,
Puchho mujhse main jaanu,
Isko kya sapna aaye.
Jug jug se ye laal hai apna,
Har pal dekhe bas yahi sapna.
Juju juju ju…
Jab bhi janam le meri god mein aaye,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
Yashoda ka Nandlala,
Brij ka Ujala hai,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
Juju juju ju…
Meri ungli thaam ke jab ye,
Ghar aangan mein dole,
Mere mann mein soyi soyi,
Mamta aankhen khole.
Chupke chupke mujhko dekhe,
Jaise ye mere mann mein jhaanke.
Juju juju ju…
Chehre se aankhen nahi hat’ti hataaye,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
Raat thandi thandi hawa,
Ga ke sulaaye,
Bhor gulaabi palken,
Jhoom ke jagaaye.
Yashoda ka Nandlala,
Brij ka Ujala hai,
Mere laal se to saara,
Jag jhilmilaye.
यशोदा का नंदलाला ब्रिज का उजाला है भजन – हिंदी लिरिक्स
जूजू जूजू जू….
यशोदा का नंदलाला,
ब्रिज का उजाला है
मेरे लाल से तो सारा,
जग झिलमिलाये
जूजू जूजू जू….
यशोदा का नंदलाला,
ब्रिज का उजाला है
मेरे लाल से तो सारा,
जग झिलमिलाये
रात ठंडी ठंडी हवा गा के सुलाए
भोर गुलाबी पलके झूम के जगाए
यशोदा का नंदलाला,
ब्रिज का उजाला है
मेरे लाल से तो सारा,
जग झिलमिलाये
जूजू जूजू जू….
सोते सोते गहरी नींद में
मुन्ना क्यू मुस्काये
पुछो मुझसे मैं जानू
इसको क्या सपना आए
जुग जुग से ये लाल है अपना
हर पल देखे बस यही सपना
जूजू जूजू जू….
जब भी जनम ले मेरी गोद में आए
मेरे लाल से तो सारा जग झिलमिलाये
यशोदा का नंदलाला,
ब्रिज का उजाला है
मेरे लाल से तो सारा,
जग झिलमिलाये
जूजू जूजू जू….
मेरी उंगली थाम के जब ये
घर आँगन में डोले
मेरे मन में सोई सोई
ममता आँखे खोले
चुपके चुपके मुझको देखे
जैसे ये मेरे मन में झाँके
जूजू जूजू जू….
चेहरे से आँखे नहीं हटती हटाए
मेरे लाल से तो सारा जग झिलमिलाये
रात ठंडी ठंडी हवा, गा के सुलाए
भोर गुलाबी पलके, झूम के जगाए
यशोदा का नंदलाला,
ब्रिज का उजाला है
मेरे लाल से तो सारा,
जग झिलमिलाये